今年夏季,絕不能錯過名勝壹號世界郵輪重回基隆啟航!多種優惠方案讓您輕鬆預訂心儀的日本沖繩郵輪行程,同時省下大筆開支!

मैंने TRADING AUR INVESTING से क्या सीखा | TRADING VS INVESTING | Which is better? | GiGL

1 年前
-
-
(基於 PinQueue 指標)
To dosto is video me hamne mainly teen reason dekhe trader aur investor ki mentality ke uper

First point me pehle hamne P/E equation ke baare me samjha aur phir dekha ki investors ka main focus company ki earnings par hota hai lekin. Aur ek trader ka pure market ke mood par yaani mostly logo ke emotions par

Second point me hamne example liye tha aapke aur aapke friend ka ki agar aap dono company ki fundamental analysis karke ye pata kar lete ho ki company ki earnings increase hone wali hai uske bavjood aapne zaada paise kamaaye kyunki aapne kam P/E me share khareedta tha. Isiliye investors P/E ko dekh kar shares ko khareedna prefer karte hai taaki unhe fayda ho. Aur vahi par traders bhi earning report dekhte hai lekin unka main reason again yehi dekhne me hota hai ki earnings se logo ke emotions me fark padega aur isiliye vo us se hone wale emotion ko price prediction me use karna chahte hai.

Third point me hamne discuss kiya tha ki kaafi saare log ye point dete hai ki shuru me apne kam capital ko increase karne ke liye trading kar leni chahiye aur baar me beshak investig kar lo kyunki main digaj jaise ki Rakesh jhunjunwla aur vijay kedia ne bhi yehi kiya tha. Beshak abhi vo kuch bhi bole. To actual me ye true bhi hai isiliye meine sirf great investor ke thoughts aapke saamne rakhe the. Finally to ham sabko khud hi decide karna hai.

I hope ye video aapko useful lagi hogi.

Jai Hind

USE BOOK350 TO SAVE 350 Rs
DOWNLOAD THE APP FOR FREE :-

https://play.google.com/store/apps/details?id=com.gigl.app&referrer=utm_source%3Dyoutube%26utm_medium%3D02052021%26anid%3Dadmob
-
-
(基於 PinQueue 指標)
0 則留言